AllMusicasMenu
ALLMUSICASLETRASKuch Kuch Hota HaiSaajanji Ghar Aaye
LETRA DE CANCIÓN

Lyrics of Saajanji Ghar Aaye - Kuch Kuch Hota Hai

Saajanji Ghar Aaye

Read the lyrics of Saajanji Ghar Aaye by Kuch Kuch Hota Hai, discover more songs and lyrics from the artist, and enjoy music online on AllMusicas.

Canciones
Saajanji Ghar Aaye - Kuch Kuch Hota Hai

Full Lyrics

Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahani hai
Dekho yeh pagli
Bilkul na badli
Yeh to wahi deewaani hai

Lakda badaa anjaana hai
Sapna hai sach hai fasaana hai
A haa yeh pagla
Bilkul na badla
Yeh to wahi deewaana hai

Paas reheke bhi thi doori
Jaane kaisi thi majboori
Waqt woh bhi ajib thaa
Jab tu mere kareeb thaa

Kho gayee yeh kis jahan mein
Main yaha.n hu dekh to zaraa

Lakda badaa anjaana hai
Sapna hai sach hai fasaana hai

Dekho yeh pagli
Bilkul na badli
Yeh to wahi deewaani hai

Hmmm, bhid mei.n bhi thi tanhai
Yaad har pal teri aayee
Roke koi mujhe zaraa
Bhar naa aaye yeh dil meraa

Beheke beheke mere kadam hai
Aise mei.n tu sambhaal to zaraa

Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahani hai
Dekho yeh pagli
Bilkul na badli
Yeh to wahi deewaani hai

Tum ne najaane kya
Sapne dikhaaye

Jaage naa sota hai

Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai

Cover
No song selected
Choose a track from the list
0:00
0:00

Playback Queue

No songs loaded.

Share

Reportar un problema

Indícanos qué necesita corrección para revisarlo.

Ayudar con esta letra